Seo kya hai :Website Page ko Search me Top Par Kaise Laye[2025 update]

Dosto! agar aap bhi ek blogger hai to ye post aapke lie hai. Kyoki Blog ya website me seo ka atyadhik mahatva hai. akhir ye seo kya hai . Inke bare me aapko pata hi hoga. aur agar nahi pata hai to aapko bahut jald pata chala jayega. Jab aapke blog par traffic bilkul nahi aayega, tab aap sab kuchh jan jayenge.

Seo kya hai is post me ham aapko clear karenge. Seo ka full form hota hai search engine optimization yani search engine matlab Google ke anusar aapke post ko aapke page ko optimize karta hai taki aapke post par traffic aa sake. Abhi aap samajh gaye honge. Matlab saf hai aap kitna bhi achha post likh le lekin agar aapke website par koi agar nahi aayega koi agar nahi padhega to sab invain matlab bekar hai. Islie seo website ki jan hai jis prkar computer ka brain CPU hai thik usi prakar seo website ka jan hai iske bina website ka koi astitva nahi hai . to ham is post me seo kya hai, yah kitne tarah ke hote hai aur ham kis prakar apne website me iska istemal kare taki hamare website par bhi bhar bharke traffic aayega.

SEO kya hai

Seo kya hai :Website Page ko Search me Top Par Kaise Laye[2025 update]
Seo kya hai: Website Page ko Search me Top Par Kaise Laye[2025 update]
Jarur padhe: कारगिल विजय दिवस क्यों मनाया जाता है ?

Seo ka matlab hota hai search engine optimization. Agar aapke website par traffic chahiye to aapko apne page par seo according optimize karna hoga. matlab yah ek aisa peocess hai jiske dwara aapko apne website par free me traffic milta rahega . Aur seo optimize karne ke bad aapke website ko Google search me pahle page par rank karega jisse aapke website par bhari traffic aayega . aap ye jante hai ki nahi ? ki jab bhi koi website par kuchh bhi serach karta hai uske bad jo result aata hai aur jo result first page par hota ham usi website par visit karte hai . yahi jo bhi website serach result page (SEP) par pahle aayega log usi page par visit karte hai . to aapne kabhi socha hai ki vo particular website first page par kyon aa raha hai . Kyoki usne apne website ko seo ke according hi optimize kiya hai. thik aapke website ko seo ke according hi optimize karna hoga.

seo kya hai
seo kya hai

ise hm ek pic ke dwara samjhte hai . aap dekh sakte hai hmane serach kiya : seo kya hai dekhiye jo website pahle page par aa raha hai ham usi par visit karenge .

SEO kise kahte hai ?

Hamne ye jan liya hai kise SEO kya hai . ab ham iske kitne prakar hai iske bare me adhyan karenge .

Doston! seo to kai prakar ke hote hai lekin mukhya rup se five prakar ke hote . to is sabke bare Below are four types of SEO:

  • On-Page
  • Off-Page
  • Black hat
  • White hat
  • Local SEO

on Page seo आपके Webpage को better करके Search engine पर सर्च के लायक बनता है , ताकि कोई भी जब गूगल में search करेगा तो आपका वेबसाइट वहां पर आ जाएगा . मतलब on page सीओ में आपके पेज के HTML , CSS तथा source code को बेहतर करके सर्च इंजन के योग्य बनता है . इसलिए वेबसाइट के लिए on pej सीओ बहुत ही जरुरी है . यह कई बातों पर निर्भर करता है , जैसे tittle , tag , description , meta tag तथा content की quality पर .

Scroll to Top